Trending Bestseller

SANGINI / संगिनी

No reviews yet Write a Review
Paperback / softback
12 August 2021
$37.15
Ships in 3-5 business days

Delivery estimate

Hurry up! Current stock:

"Sangini" ek mahila sainik adhikari jaya ki prem aur sangharsh ki kahani hai. Uska jeevan khushhal aur aanandmay hota hai tabhi achanak usaka yuwa pati kaiptan Ajay singh Rana kashmir men pakistani aanankwadiyon se ladte hue shaheed ho jaataa hai. Is dardnaak ghatna ke baavjood bhi J aya bharteey sena men adhikaaree banane kaa faisalaa letee hai aur senaa men ek adhikaaree ke roop me niyukt hotee hai . pariwaar ke sabhee sadasy chaahte hain ki vah punah vivaah kar le par wah shaadee se inikaar kar detee hai. Use sanyukt raashtr shaanti mishan men kaary karne kaa maukaa miltaa hai . usee darmiyaan uskee mulaakaat ek bharteey sainy adhikaaree Mejar Chanadran Nair  se hotee hai aur uske andar naaree sulabh prem bhaavanaa jaag jaatee hai . Mejar Chandran Nair Jayaa se shaadee karnaa chaahte hain par unkee maa ko yah sweekar naheen hai. fir shuroo hotaa hai sandharsh aapsee riston kaa. kyaa Mejar Chandran Nair maan kee ichchhaa ke virudh Jayaa ko apnee patnee sweekaar kar paaenge? kyaa Jayaa unkee maan kaa dil jeet paaegee? in sawaalon kaa javaab paathkon ko sangini men padhne ko milegaa.

You Can Find This Title In

    Product Details
    ISBN-13
    9781685236977
    Author
    Ram Singh
    Publisher
    Repro India Limited
    Published
    12 August 2021
    Format
    Paperback / softback

    This product hasn't received any reviews yet. Be the first to review this product!

    $37.15
    Ships in 3-5 business days

    Delivery estimate

    Hurry up! Current stock:

    SANGINI / संगिनी

    $37.15

    Description

    "Sangini" ek mahila sainik adhikari jaya ki prem aur sangharsh ki kahani hai. Uska jeevan khushhal aur aanandmay hota hai tabhi achanak usaka yuwa pati kaiptan Ajay singh Rana kashmir men pakistani aanankwadiyon se ladte hue shaheed ho jaataa hai. Is dardnaak ghatna ke baavjood bhi J aya bharteey sena men adhikaaree banane kaa faisalaa letee hai aur senaa men ek adhikaaree ke roop me niyukt hotee hai . pariwaar ke sabhee sadasy chaahte hain ki vah punah vivaah kar le par wah shaadee se inikaar kar detee hai. Use sanyukt raashtr shaanti mishan men kaary karne kaa maukaa miltaa hai . usee darmiyaan uskee mulaakaat ek bharteey sainy adhikaaree Mejar Chanadran Nair  se hotee hai aur uske andar naaree sulabh prem bhaavanaa jaag jaatee hai . Mejar Chandran Nair Jayaa se shaadee karnaa chaahte hain par unkee maa ko yah sweekar naheen hai. fir shuroo hotaa hai sandharsh aapsee riston kaa. kyaa Mejar Chandran Nair maan kee ichchhaa ke virudh Jayaa ko apnee patnee sweekaar kar paaenge? kyaa Jayaa unkee maan kaa dil jeet paaegee? in sawaalon kaa javaab paathkon ko sangini men padhne ko milegaa.

    You Can Find This Title In

      This Title Is Categorised As